| 2 |
|
| 2 |
| 2 |

|
Insult Messages |
|
| |
| |
kyon har bar mosam ki tarha badal jatay ho
har naye saal hamara dil dukhatay ho
ye baat sun ke meri rooh tak kaanmp gayi
ay dost tum masjidon se jootay churatay ho?
Aaina dekh kar begana ho gaya,
Wo apney he husn ka dewana ho gya
Muqabala husn main hisa lia ap ne bhi
Auron ko to cup mila mager ap ko jurmana ho gya
Help, the police put me in prison for looking
so damn beautiful!.. they said i need an ugly
bastard to get me out... hurry up
hahaahahahahahahahahahahha
Kya aankheiN hain aapki,
kya baatein hain aapki..
us khuda ne kuch aisa aapko bnaya hai... ,
maano..."Shhhsss...KOI Hai" se
bhoot nikal aaya hai....
Haseeno ke ye jo lambe baal hote hain,
Aashiqon ko phasaane ke jaal hote hain,
Khoon chooste hai ye aashiqon ka
Tabhi to inke gaal laal hote hain.
Suno!
Aaj Aftari mein
samose bi thay
pakoray bi thay
sharbat bhi tha
kele bhi the
saib bhi the
angoor bhi the
Khujoor bhi thi
bas
aik tumhari kami thi
Kharboozay!
JATT: Tumhe rajput kyon kehte hain?
RAJPUT:Hum apni baat pe jaan de dete hain,
aur tumhe"JATT" kyon kehte hai?
JATT: Hum bina BAAT PE JAAN LE LETE HAIN.
Ek hathi ne ek chuhiya ko ched diya, chuhiya ne hathini ko shikayat
karke kaha ki apne pati ko samjha lo varna Mard hamare ghar mein
bhi hai
barsaat ke mausam main aap ka dil chahta ho ga,
barish main nahanay ka,
geet gungunanay ka,
paani main chhai chhappa chhai karne ka,
barsaat main sab frogs ka dil yehi karta hai.
|
|
| << Back |
|
|
|
|